मंगलवार, 17 दिसंबर 2024

Dream in the night-- durio ka sabab yahaa aasa na tha..

 Durio ka sabab yahan  aasan na tha kabhi

Hamara milna hamse hi na bhulaya gaya 

Hamare khwab hi hamko sach batate rahe 

Hamari shayri hamse yahi gam chupati rahi

Hamari raat ka kafila yu hi gujarta gaya

Na raat dhali na baat badhi

Sitaro se hame ummeed na ho payi kabhi

Wahi ek wahi ek bas yahi tum kahti rahi...

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें