Hamare khwab kuch yu mile tumse
Tumahare khwab hamare ho gaye...
Tumhare saath hai roushan zindgi
Ki mangne ko kuchh bacha hi nahi... Sach...
Kabhi bezaar lagti thi ye duniya
Gunaho si gunaho si
Par pata nahi ye gunah kisne kiya
Zindgi kabhi achchi bani hi nahi
Satya kuch yu dhumil raha aasmaa se
Ki zameen par kaun hai intzaar me...
dikha hi nahi..
Ham aasmaan se zameen ka safar kam hi karte hain,
Yaha bas mrityu hi jeevan ki pyasi rahi,
Jeewan hota kahi mera to aa jaata
Waha par mein,
Nahi karta koi hamara yu intzaar sada yu hi.
हिंदी ही प्रारम्भ और विस्तार है


